Thursday, 3 October 2013

Shayari

Naa aayi dawa kaam mujhe kisi hakim ki,
naa hi aayi kaam dua mujhe mere nazumi ki,
kambkhat kya bala hai ye ishq "rakesh"
karar naa aaya jab tak dekh na li tasveer raat mere yaar ki

No comments:

Post a Comment